Solah Baras Ki Baali Umar Lyrics - Anoop Jalota

Solah baras ki baali umar ko salaam Lyrics English / Hindi. Singing by Anoop Jalota and lata mangeshkar. Solah Baras Ki Baali song from Movie ek duje ke liye, Music composed by Laxmikant pyare lal.

Solah Baras Kii Baalii Umar Lyrics

Koshish kar ke dekh le
Dariya saare Nadiya saari
Dil ki lagi nahi bujhati
Bujhati hai har chingaari.

Solah baras ki bali
Umar ko salaam
Aye pyar teri pahli
Nazar ko salaam
Salam aye pyaar

Teri pahli nazar ko salam
Duniya me sab se
Pahle jisne ye dil diya
Duniya ke sab se
pahle dilbar ko salaam
Dilse niklane waale

Raste ka shukariya
Dil tak pahuchane
Waali dagar ko salaam
Aye pyaar teri pahli
Nazar ko salaam

Salam aye pyaar teri
Pahli nazar ko salam
Jis me jawaan hokar
Badnaam ham huye

Jis me jawaan hokar
Badnaam ham huye
Us shahar, us gali,
Us ghar ko salaam
Jisne hame milaaya

Jisne juda kiya
Us wakt, us ghadi,
Us dagar ko salaam
Aye pyaar teri pahli
Nazar ko salaam

Salam aye pyaar teri
Pahli nazar ko salam
Milte rahe yahaan hum,
Ye hai yahaan likha
Is likhaawat ki

Zer-o-zabar ko salaam
Saahil ki ret par yu
lahara uthha ye dil
Saagar me uthhnewaali
Har lehar ko salaam

In mast gahari-gahari
Ankhon ki jhil me
Jisne hame duboya
Us bhanwar ko salaam
Ghunghat ko tod kar

Jo sar se sarak gai
Aisi nigodi dhaani

Chunar ko salaam
Ulfat ke dushmano ne
Ulfat ke dushmano
Ne koshish hazaar ki

Fir bhi nahin jhuki jo,
Us nazar ko salaam
Aye pyaar teri pahli
Nazar ko salaam

Salam aye pyaar teri
Pahli nazar ko salam
Solah baras ki baali
Umar ko salaam
Aye pyaar teri pahli

Nazar ko salaam
Salam aye pyaar teri
Pahli nazar ko salam

Solah Baras Kii Baalii Lyrics Hindi

कोशिश कर के देख ले
दरिया सारे नदिया सारी
दिल की लगी नहीं बुझती,
बुझती है हर चिंगरी

सोलह बरस की बाली
उमर को सलाम
प्यार तेरी पहली
नज़र को सलाम

दुनिया में सब से पहले
जिसने ये दिल दिया
दुनिया के सबसे पहले
दिलबर को सलाम

दिल से निकलने वाले
रस्ते का शुक्रिया
दिल तक पहुँचने वाली
डगर को सलाम

प्यार तेरी पहली
नज़र को सलाम
जिस में जवान हो कर,
बदनाम हम हुए

उस शहर, उस गली,
उस घर को सलाम
जिसने हमें मिलाये,
जिसने जुदा किया

उस वक़्त, उस घड़ी,
उस गज़र को सलाम
प्यार तेरी पहली
नज़र को सलाम

मिलते रहे यहाँ हम
ये है यहाँ लिखा
उस लिखावट की जे रो
जबर को सलाम

साहिल के रेत पे जो
लहरा उठा ये दिल
सागर में उठने वाली
हर लहर को सलाम

यूँ मस्त गहरी गहरी
आँखों की झील में
जिसने हमें डुबोया
उस भँवर को सलाम

घूँघट को छोड़ के जो,
सर से सरक गयी
ऐसी निगोड़ी भाली
चुनर को सलाम

उल्फ़त के दुश्मनों ने
कोशिश हज़ार की
फिर भी नहिं झुकी जो,
उस नज़र को सलाअम
प्यार तेरी पहली
नज़र को सलाम

Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url