Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo Lyrics by Kumar Sanu. Hindi Love Song Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo Lyrics written by Saawan Kumar from movie Kaho Naa Pyaar Hai. This video song cast by Hrithik Roshan, Ameesha Patel. Romantic hindi song Chaand Sitare Phool Aur Khushboo sung by Kumar Sanu.
Chaand Sitare Phool Aur Khushboo Song Detail
Song – Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo
Singer – Kumar Sanu
Music – Rajesh Roshan
Lyrics – Saawan Kumar
Director – Rakesh Roshan
Movie – Kaho Naa Pyaar Hai
Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo Lyrics
Chaand sitaare phool
aur khushboo
Chaand sitaare phool
aur khushboo
Yeh to saare puraane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Arre kaali ghataayein
barkha, savan ho
Kaali ghataayein
barkha, savan
Yeh to sab afsaane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Andaaz hain uske naye naye
Hai naya naya deewanapan o
Andaaz hain uske naye naye
Hai naya naya deewanapan o
Pehna ke taj jawani ka
Hans ke laut gaya bachapan
Geet gazal sab kal
ki baatein ho
Geet gazal sab kal
ki baatein
Uske naye taraane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Hai roop mein
itna saadapan to
Kitna sundar
hoga man ho
Hai roop mein itna
saadapan to
Kitna sundar hoga man ho
Bin gehne aur singar bina
Woh to lagti hai dulhan
Kajal, bindiya,
kangan, jhumke o
Arre kajal, bindiya,
kangan, jhumke
Yeh to guzre zamaane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Chaand sitaare phool
aur khushboo
Yeh to saare puraane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Arre kaali ghataayein
barkha, savan ho
Kaali ghataayein,
barkha, savan
Yeh to sab afsaane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo Music song
चाँद सितारें फूल और खुशबू लिरिक्स
चाँद सितारें फूल और खुशबू
चाँद सितारें फूल और खुशबू
ये तो सारे पुराने हैं
ताज़ा ताज़ा कली खिली है
हम उस के दीवाने हैं
अरे काली घटायें बरखा सावन
काली घटायें बरखा सावन
ये तो सब अफ़साने हैं
ताज़ा ताज़ा कली खिली है
हम उस के दीवाने हैं
अंदाज हैं उसके नये नये
है नया नया दीवानापन
अंदाज हैं उसके नये नये
है नया नया दीवानापन
पहना के ताज जवानी का
हस के लौट गया बचपन
गीत ग़ज़ल सब कल की बातें
गीत ग़ज़ल सब कल की बातें
उस के नये तराने हैं
ताज़ा ताज़ा कली खिली है
हम उस के दीवाने हैं
है रूप में इतना सादापन
तो कितना सुंदर होगा मन
है रूप में इतना सादापन
तो कितना सुंदर होगा मन
बिन गहने और सिंगार बिना
वो तो लगती है दुल्हन
काजल बिंदीयां कंगन झुमके
अरे काजल बिंदीयां कंगन झुमके
ये तो गुज़रे जमाने हैं
ताज़ा ताज़ा कली खिली है
हम उस के दीवाने हैं
चाँद सितारें फूल और खुशबू
ये तो सारे पुराने हैं
ताज़ा ताज़ा कली खिली है
हम उस के दीवाने हैं
अरे काली घटायें बरखा सावन
ये तो सब अफ़साने हैं
ताज़ा ताज़ा कली खिली है
हम उस के दीवाने हैं
Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo Lyrics