Afreen Afreen Lyrics by Rahat Fateh Ali Khan Famous Kawali Song Afreen Afreen Written By F K Khalish & Javed Akhtar while this song sung by Momina Mustehsan & Rahat Fateh Ali Khan. Best Urdu Song Afreen Afreen Release on August 19, 2016.
Afreen Afreen Song Credits
Song – Afreen Afreen
Singer – Rahat Fateh Ali Khan
Lyricist – Javed Akhtar
Music Dr – Nusrat Fateh Ali Khan
Afreen Afreen Lyrics
Aisa Dekha Nahi
Khoobsurat Koi
Jism Jaise Ajanta
Ki Murat Koi
Jism Jaise Nigahon
Pe Jadoo Koi
Jism Nagma Koi Jism
Khushboo Koi
Jism Jaise Mehakti
Hui Chandni
Jism Jaise Machalti
Hui Ragini
Jism Jaise Ke Khilta
Hua Ek Chaman
Jism Jaise Ke Suraj
Ki Pehli Kiran
Jism Tarsha Hua
Dilkasho Dilnashin
Sandli Sandli Marmari
Marmari
Sandli Sandli Marmari
Marmari
Husan Ae Jaana Ki
Tareef Mumkin Nahi
Husan Ae Jaana Ki
Tareef Mumkin Nahi
Afreen Afreen
Afreen Afreen
Tu Bhi Dekhe Agar Toh
Kahe Hum Nashin
Afreen Afreen Afreen Afreen
Husan Ae Jaana Ki
Tareef Mumkin Nahi
Husan Ae Jaana Ki
Tareef Mumkin Nahi
Jane Kaisi Bandhi Tune
Akhiyon Ke Dor
Mann Mera Khicha
Chala Aaya Teri Aor
Mere Chehre Ki Subah
Zulfon Ki Shaam
Mera Sab Kuch Hai
Piya Ab Se Tere Naam
Nazron Ne Teri Chhua Toh Hai
Ye Jadoo Hua
Hone Lagi Hoon Main Haseen
Afreen Afreen Afreen
Afreen Afreen Afreen
Afreen Afreen Afreen
Afreen Afreen Afreen
Chehra Ek Phool Ki
Tarah Shadaab Hai
Chehra Uska Hai Ya
Koi Mahtaab Hai
Chehra Jaise Ghazal,
Chehra Jaane Ghazal
Chehra Jaise Kali,
Chehra Jaise Kanwal
Chehra Jaise Tasavur Bhi,
Tasveer Bhi
Chehra Ek Khwab Bhi,
Chehra Tabeer Bhi
Chehra Koi Aliflailvi
Dastaan
Chehra Ek Pal Yakeen,
Chehra Ek Pal Gumah
Chehra Jaisa Ke
Chehra Kahin Bhi Nahi
Mahrooh Mahrooh
Mehjabin Mehjabin
Husn Ae Jaana Ki
Tareef Mumkin Nahi
Husn Ae Jaana Ki
Tareef Mumkin Nahi
Afreen Afreen
Afreen Afreen
Tu Bhi Dekhe Agar
Toh Kahe Humnashin
Afreen Afreen
Afreen Afreen
Usne Jaana Ki
Tareef Mumkin Nah
Afreen Afreen
Afreen Afreen Video Song